Sunday 17 July 2016

5gb data freee.


5gb mobile data free only idea.

Saturday 16 July 2016

aliem ufo


youtube se paise kaise kamaye


Youtube se paise kaisekamate hai in Hindi - Vikas Plus YouTube Se Paise Kaise Kamaye – Full Guide in HindiPosted By:Jume deen Khan| Last Updated: January 16, 2016 | 352 CommentsYouTube se paise kamana koi mushkil kaam nahi hai. Youtube ko google ne online video dekhne ke liye banaya hai. is par video upload hum jaise peoples hi karte hai. iske badle unki income hoti hai. youtube, blogger, adsense, adwords or bhigoogle ki bahut sari services hai. jin se aap bina paisa kharch kiye free me online income kar sakte ho. is post me mai aapko youtube se paise (Make Money Online) kamane ki jankari details se bta raha hu. agar aapko youtube me interest hai, video bana sakte ho or aap youtube se rupee kamana chahate ho to thoda time jarur lagega par post ko pura padiyega. i promise aapko achi jankari milegi.Youtube channel videos upload karne ka loyal community hai. jis par great video upload kar ke monthly 100k se jyada earning kar sakte hai. most video maker abhi youtube se lakho rupees kama rahe hai. aap bhi kama sakte ho. but uske liye aap k pas kuch cheezo ka hona bahut jaruri hai. apna youtube channel banane or youtube par video upload karke paise kamane se pahle ye step follow kare.*.Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye*.WordPress Par Free Blog Kaise Banaye in HindiYoutube Se Paise Kanane Ke Liye Kin Kin Cheejo Ki Jarurat Padti Hai“Youtube se rupees kanane ke liye aapke pas kya kya hona chahiye.”ye sabse bada sawal hai. kyuki bahut se log isi karan se youtube se paise kamane me fail ho jate hai.Option 1:Ye jo cheeze hai jo aap me honi chahiye:1.Your Voice:Youtube se paise kaamne me sabse pahle jaruri hai ki aapki aawazkaisi hai. kyuki audience video maker ki aawaz par sabse jyada dhyan dete hai.2.Your Style:Video me sirf bolne or video me samne ho kar visitors se bat karne me samne rah kar video banayi gayi jyada better hoti hai. so ayse me ye aap par depend karta hai ki aapki styule kaisihai viewers aapko kitna pasand karte hai.3.Your Talent:aap video ke throw logo ko kitna sikha sakte ho. impressive kar sakte ho. jisse wo aapke new video ka besabri se intzar kare.4.Video Quality: aapke banaye video ki quality achi ho. jise jyada se jyada log pasand kar sake.Option 2:Ye wo cheeze hai jo aapke pas honi chahiye:1.Camera:video banane ke liye aapke pas ek acha camera hona chahiye. agar aap computer ki screen record karke video banana chahate ho toCamtasia studiosoftware use kar sakte ho.2.Video Editing:aapko video edit karne ke bare me thodi bahut (Basic) jankari honi jaruri hai. jisse aap better video edit kar sake.3.Computer:video edit karne ke liye aapke pas ek computer ya laptop hona jaruri hai. mobile par youtube se paise kamaniki soch kar waqt barbad nahi kare.4.Good Audience:Video banane se pahle internet par aapke facebook, google plus, twitter jaisi social media sites par thode bahut friends hone chahiye. jo aapke video share karne par aapki video dsekh or share kar sake.Ab aapko ye to pata chal hi gaya hai ki youtube par video upload karne se pahle aapke pas kya kya hona chahiyeor kin kin cheejo ki jarurat padti hai. to chaliye ab aage jante hai ki video se kamayi kaise hoti hai.*.Internet Se Ghar Baithe Online Paise Kaise Kamaye*.Mobile Se Paise Kamane Ke 5 Best Android AppsYoutube Videos Se Kamayi (Income)Kaise Hoti HaiHum jab bhi koi naya kam shuru karte hai to hume uske bare me puri jankari hona jaruri hai. or agar nahi hai to pahle us kam ke bare me pata kar lena chahiye. ye har kam me success hone ki meri taraf se freetips hai. to mai bat kar rah tha ki aap youtube par jo video upload karoge, unse earning kaise hogi.Jab bhi koi aapki video dekhega to aapki 2tariko se kamayi hogi.1.jab koi video par show hone wale ads par click karega. Video par show hone wale ads par click karne se aapki $0.50 se $5 tak ki income ho sakti hai.2.Agar koi aapki video 30 second se jyada dekhega. Man lijiye agar aapki video par 30 second se jyada wale 1000 views hai to aapko iske $1 se$5 tak mil sakte hai.Ab aap soch rahe hai ki mai aapko $1 ya$5 kyu bta raha hu, fix income kyu nahi bta raha to iski wajah ye hai ki alag alag country me alag alag tarah se paise milte hai. examply USA me aapki video ads par ek click ke $2 se $10 milte hai, jabki india me sirf $0.20 to $2 hi milte hai.*.Chitika Kya Hai Or Chitika Se Paise KaiseKamaye Hindi Me Jane*.Bidvertiser Se Paise Kaise Kamaye Website Ya Blog Bana KarTo ab aapko 2 sawalo ke jawab mil gaye kiyoutube se paise kamane ke liye kon kon si cheezo ki jarurat padti hai or youtube seincome kaise hoti hai. so ab mai aapko btane ja raha hu ki youtube se paise kaise kamaye. how to make money on youtube.YouTube Se Paise Kaise Kamaye – Full Guide in HindiYuotube se paise kamane ke liye aapko apna youtube channel banana hoga or us par video upload karne hone. fir apne youtube channel ko adsense se jodna padega. don’t worry ghabraiye nahi hum aapko sabke bare me details se samajha raha hu. aap bas post ko pura padiye. thodi boring ho sakti hai. but jankari kamalki milegi. exaply aap meri youtube income dekh sakte hai. mere ek video se 30-35 days me 47 dollar income huyi hai.To chaliye ab hum sikhte hai ki youtube se paise kamane ke liye ek complete youtube channel kaise banate haiStep 1: Create Youtube ChannelSabse pahle aapko apna youtube channel banana hai. youtube channel banane ke liye aapyoutube.compar jayiye or apni gmail ID se log in kijiye. (youtube google ka hi banaya hua hai so hume youtube paralag se channel banane ki koi jarurat nahi hai.)Agar aapke pas gmail ID nahi hai to pahle aapGoogle Par Gmail Account Kaise Banaye or Internet Se Kaise Judepost padkar apni email ID bana le. uske bad fir se post ko yahi se follow kare.Step 2: Upload 4-5 VideoYoutube channel banane ke bad dusra kam hai youtube par kuch video bana kar upload karna. to apne youtube channel par ab 4-5 khud ke banaye huye video upload kare. agar aapko video upload karne ke bare me details me jankari hahiyeto aapYouTube Par Video Upload Kaise Karna Chahiyepost padiye. isme humne video upload karne ke bare me details se btaya hai.Step 3: Enable your channel for monetizationYoutube channel par kuch self created video upload karne ke bad tisra kam hai youtube channel ko monetize karna. yani youtube videos ko monetization karna. iski puri jankari ke liye aapYoutube Par Video Ko Monetize Kaise Karepost padiye. isme aapko iski details me jankari milegi.Step 4: Connect Youtube Channel To AdsenseYoutube channel ko monetize karne ke bad 4th kam hai youtube channel ko adsense se jodna. aapki video par jo ads show honge wo adsense ke ads hote hai. or adsense hi aapki income hogi. iski adhik jankari ke liye aapYoutube Channel Ko Adsense Kaise Jodte Haipost pade.Note:- Jab aapki videos par 2,000-2,500 views ho jaye tabhi youtube channel ko adsense se connect karna hai. usse pahlekaroge to aapka adsense account approved nahi hoga. janiyeApna AdsenseAccount Approved Kaise Kare 4-5 Din Me.Step 5: Start Making Best Videoab aapka youtube channel to ban chuka hai, or aapne use monetize or adsense se connect bhi kar liya hai. to ab aapka youtube se paise kamane ka kam complete ho chuka hu. ab aap sirf videos upload kijiye or income kijiye. magar abhi bhi ek problem hai ki apne videos par views kaise laye. aysa kya kare ki humari videos ko sabse jyada log dekhe, jisse hum jyada se jyada paise kama sake. is sawal ka jawab aapko meri agli post me milega. to ab mera bhi ek kam kijiye sirf 5 second ka samay de kar is post ko facebook, twitter, google jaha bhi aap karna chaho share kijiye.*.Blogspot Par Free Blog Banane Ke Bad Kya Kare Full Guide*.Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 TarikeBy the way agar aapko post me btaya tarika samajh nahi aaya ho or aapke dimag me youtube se related abhi bhi koi sawal hai to aap niche comment me puch sakte ho. but comment me post ke bare me jarur likhe. or agar aap comment nahi karna chahate hai to supportmeindia ki youtube se related post padiye.

YouTube Se Paise Kaise Kamaye- Full Guide in Hindi


YouTube Se Paise Kaise Kamaye- Full Guide in Hindi

hacking kaise kare...

youtube se paise kaise kamaye.
webdesigning kaise kare.